Tuesday, September 29, 2009

Main Pal Do Pal Ka Shayar by Amitabh Bachan

Main Pal Do Pal Ka Shayar Hoon is the most famous Bollywood song of Amitabh Bachan from the movie "Kabhi Kabhi" in 1976. This song is sing by the golden playback singer of that time Mukesh, that is known for his active participation in this Bollywood world. This song makes Amitabh famous on stage in role of a singer and this movie is awarded for several categories like Best Lyricist, Music Director & Playback Singer.



More about Main Pal Do Pal Ka Shayar from Kabhi Kabhi:

Movie Name: Kabhi Kabhi (1976)
Singer: Mukesh
Music Director: Mohammed Zahur Khayyam
Producer & Director: Yash Chopra
Lyrics: Sahir Ludhiyanvi
Song:

Main pal do pal ka shayar hoon
pal do pal meri kahani hai
pal do pal meri hasti hai
pal do pal meri jawani hai
main pal do pal ka shayar hoon

Mujhse pahele kitne shayar aaye aur aakar chaley gaye
kuch anhein barkar laut gaye kuch nagme gaa kar chaley gaye
woh bhi ek pal ka kissa thhey main bhi ek pal ka kissa hoon
kal tumse jhuda ho jaunga jo aaj tumhara hissa hoon
main pal do pal ka shayar hoon

Kal aur ayenge nagmon ki khilti kaliyan chunnewale
mujhese behetar kahenewale tumse behetar sunnewale
kal koi mujhko yaad karhey kyon koi mujhko yaad karhey
masroof zamana mere liye kyon waqt apna barbadh kare
main pal do pal ka shayar hoon

No comments:

Post a Comment